Thursday 29 May 2014

Woh Meri kasam Leta Nahin

Wo meri Qasam leta nahi ilzAAm samajh kar,
Or dey deta hy apni Qasm inAAm samaj kar,

Wo janta hy mujy us sy kitni Mohabat hy,
Phir bhi Guftogu karta hy anjaan samajh kar.

Mainy usay apny dil ki dharkan main basaya hai.
Or wo dil main rakhta hai mujy mehman samajh kar.

Agar usay hum sy mohabbat nhe to na sahi.
Magar Q ilzam daita hai gumnam smj kr.

Mainy apni sari khushiyan usky nam kr di
Or wo hamain pyar karta hai ehsaan samajh kar.

No comments:

Post a Comment