Monday 31 March 2014

Two Lines Image Poetry

Ishq Ki Raah Main Saath Chale The
Ishq Ki Raah Main Saath Chale The Donon
Hum To Barbaad hoye Aap Kahan Tak Pohche...!

Wohy Mehsoos Karte Hain Saza
Wohy Mehsoos Karte Hain Saza Dard-E-Mohabat Ki
Jo Apni Zaat Se Barh Kar Kissi Se Piyaar Karte Hain.!


Urdu Two Lines Image Poetry

Nafrat K Waste Fursat Nahin Mily
Hai Apni Mukhtasir Si Kahani Mohabat....!

Urdu Ghazal Images Poetry






Urdu Barish Poetry Images,








Allama Iqbal Best Poetry Collection



Jaun Elia Urdu Poetry

Parray hain aik goshay mein 
Parray hain aik goshay mein Gumaan k... 
Bhala hum kya , hamari Zindagi kya... 

Yehi sab kuch tha jiss dam
Yehi sab kuch tha jiss dam Woh yahan tha... 
Chalay jaanay pe uss k janay Kya na'een... 

Jab doobta chala mein tareekion
Jab doobta chala mein tareekion ki teh mein...
teh mein tha ik dareecha aur us mein aasman tha..

Jis Ko Bhi Sheikh-O-Shah Ne
Jis Ko Bhi Sheikh-O-Shah Ne Hukm-E-Khuda Dia Qarar Diya
Hum Ne Nhn Kia Woh Kaam' haaN' Ba-Khuda Nhn Kia.! 

IshQ Samjhe The Jiss ko
IshQ Samjhe The Jiss ko Woh Shyed
Tha Bs Eik Narsaae Ka Rishta
Mere Or Uss Ke Darmiyaa Nikla Umar Bhar Ki Judai Ka Rishta..!!

Pass Reh Kar Judai Ki Tujh Se
Pass Reh Kar Judai Ki Tujh Se
Door Ho kar Tujhe Talash Kiya
Maine Tera Nishaan Ghum Kar ke 
Apne Ander Tujhe Talash Kiya..!!

Hai Usse Daor Ka Safar Darpesh 
Hai Usse Daor Ka Safar Darpesh
Hum Sambhale Nhn, Sambhlte Nhn..!!

 
Mujh ko khahish he dhoondne
Mujh ko khahish he dhoondney ki na thi
mujh mein khoya raha khuda mera.

Wasif Ali Wasif Urdu Poetry

Wasif Muje Azal Se Mili
Wasif Muje Azal Se Mili Manzal-E-Abad
Har Dor Par Muheet Hon Jis Zaviye Main Hoon.!!

Bare Yaqeen Se Dekhi Thi Hum Ne
Bare Yaqeen Se Dekhi Thi Hum Ne Subah-e Umeed
Qareeb Pohnche To Wasif Wo Roshni Na Rahi..!

Chale Ho Saath To Himat Na Haarna
Chale Ho Saath To Himat Na Haarna
 ?WASIF?
Ke Manziloon Ka Taswar Mere Safar Main Nhn..!!

Mir Taqi Mir Urdu Poetry

Jab Ke Pehlu Se Yaar 
Jab Ke Pehlu Se Yaar Uthta Hai
Dard Be Ikhtiar Uthta Hai

Wo Aaye Bazm Main Itna
Wo Aaye Bazm Main Itna To Mir Ne Dekha
Phir Is Ke Bad Chiraghon Main Roshni Na Rahi

Dil Ki Verani Ka Kia Mazkor
Dil Ki Verani Ka Kia Mazkor Hai
Ye Nagar So Martba Loga Gya

Ishq Ik ‘Mir’ Bhari Pathar Ha
Ishq Ik ‘Mir’ Bhari Pathar Hai
Kab Ye Tuj Naatwan Se Uthta Hai

Mir Un Neem Baz Aankhon Main
Mir Un Neem Baz Aankhon Main
Sari Masti Shrab Ki Si Hai

Daikh Tu Dil Ke Jaan Se Uthta Hai
Ye Dhuan Kahan Se Uthta Hai

Allama Iqbal Urdu Poetry

Fana Kar Apni Zindagi Ko 
Fana Kar Apni Zindagi Ko Rah-E-Junon Mai Ae Jawan 
Tab Kare Ga Ibadat Jab Gunah Karne Ka Taqat Na Ho Gi 

Jo Main Sar Bsajda Hoa Kabi
Jo Main Sar Bsajda Hoa Kabi, Tu Zameen Se Aane Lagi Sada
Tera Dil Tu Hai Sanam Aashna, Tuje Kia Mile Ga Namaz Main

Ye Moj-E-Nafas Kyaa Hai
 
Ye Moj-E-Nafas Kyaa Hai Talwar Hai
Khudi Kia Hai, Talwar Ki Dhar Hai

Allah Se Kare Dor To Taleem 
Allah Se Kare Dor To Taleem Bi Fitna 
Imlak Bi Aulad Bi Jager Bi Fitna 
Nahaq Ke Liye Uthe Tu Shamsher Bi Fitna 
Shamsher Hi Kya Nara-e Taqbeer Bi Fitna 

Apne Bi Khafa Muj Se Hain
Apne Bi Khafa Muj Se Hain, Begane Bi Na Khush
Mai Zehr-e Hlahal Ko Kabi Keh Na Ska Qand

Iqbal Ishq Ne Tere Sab Bal
Iqbal Ishq Ne Tere Sab Bal Nikal Diye 
Mudat Se Aarzo Thi Sedha Kare Koi 

 Dua Tuo Dil Se Mangi Jati Hai
Dua Tuo Dil Se Mangi Jati Hai Zuban Se Nahi
Aye Iqbal
Qabol Tu Us Ki Hoti Hai, Jis Ki Zuban Nahi Hoti


Parveen Shakir Urdu Ghazal Poetry

Baat Woh Adhy Raat Ki,
Baat Woh Adhy Raat Ki,Raat Bi Poore Chand ki 
Chand bi ain Chet Ka Uss Pe Tera Jamal bi.

Usse Paa Na Sake the Jab Dil Ka Hal Ajeeb Tha
Ab Jo Palat ke Dekhte Baat Bi Kuch Mahal Bi

Mere Talab Tha Eik Shaks Jab Woh Nhn Milaa To Phir
Haath Duaa Se Yuoon Geraa Bhol Gayaa Sawal Bi..!!

Toti Hai Meri Neend Magr
Toti Hai Meri Neend Magr Tum Ko Is Se Kya 
Bujte Rahe Hwaon Se Dar Mgar Tum Ko Is Se Kya 
Tum Moj Moj Masl-E-Saba Ghomte Raho 
Kat Jayen Meri Soch Ke Par, Tum Ko Is Se Kya 
Tum Ne Tu Thak K Dasht Mai Kheme Lga Liye 
Tanha Kate Kisi Ka Safr, Tum Ko Is Se Kya 

Parveen Shakir Urdu Poetry, Heart Touching Parveen Shakir Poetry

Koi Ahat, Koi Awaz, Koi Chap Nahi
Koi Ahat, Koi Awaz, Koi Chap Nahi
Dil Ki Galyan Bari Sunsan Hai Aye Koi.!

Tera Pehlu Tere Dil K Tarah
 
Tera Pehlu Tere Dil K Tarah Abad Rahe
Tuj Pe Guzre Na Qayamt Shab-e Tanhai Ki

Nam Hai Palkain Teri Aye Moj-E-Hawa 
Nam Hai Palkain Teri Aye Moj-E-Hawa Raat Ke Saath 
Kia Tuje Bi Koi Yad Aata Hai Barsat Ke Sath 

Ret Hi Ret Hai Is Dil Main Musafir 
Ret Hi Ret Hai Is Dil Main Musafir Mere
Aur Ye Sehra Tera Nakash-e Kafe Pa Chahta Hai

Main jab bi Chahon Use Choo ke
Main jab bi Chahon Use Choo ke dekh sakti hoon
Magar wo shakhs keh lagta hai ab bi khawab aisa…


Wasi Shah Beautiful Urdu Poetry, Sad Urdu Poetry,

Tum Meri Aankh K Tewar Na 
Tum Meri Aankh K Tewar Na Bhula Paoge 
An Kahy Baat Ko Samjho Ge To Yaad AaONGA..!

Hum Haseen Hone ka Dawa To Nahin Karte
Hum Haseen Hone ka Dawa To Nahin Karte
Mgar Han Jise Aankh Bhar Kar Dekh Lain
Use Uljhan Main Daal Dete Hain....!