Fana Kar Apni Zindagi Ko
Fana Kar Apni Zindagi Ko Rah-E-Junon Mai Ae Jawan
Tab Kare Ga Ibadat Jab Gunah Karne Ka Taqat Na Ho Gi
Jo Main Sar Bsajda Hoa Kabi
Jo Main Sar Bsajda Hoa Kabi, Tu Zameen Se Aane Lagi Sada
Tera Dil Tu Hai Sanam Aashna, Tuje Kia Mile Ga Namaz Main
Ye Moj-E-Nafas Kyaa Hai
Ye Moj-E-Nafas Kyaa Hai Talwar Hai
Khudi Kia Hai, Talwar Ki Dhar Hai
Allah Se Kare Dor To Taleem
Allah Se Kare Dor To Taleem Bi Fitna
Imlak Bi Aulad Bi Jager Bi Fitna
Nahaq Ke Liye Uthe Tu Shamsher Bi Fitna
Shamsher Hi Kya Nara-e Taqbeer Bi Fitna
Apne Bi Khafa Muj Se Hain
Apne Bi Khafa Muj Se Hain, Begane Bi Na Khush
Mai Zehr-e Hlahal Ko Kabi Keh Na Ska QandIqbal Ishq Ne Tere Sab Bal
Iqbal Ishq Ne Tere Sab Bal Nikal Diye
Mudat Se Aarzo Thi Sedha Kare Koi
Dua Tuo Dil Se Mangi Jati Hai Zuban Se Nahi
Aye Iqbal
Qabol Tu Us Ki Hoti Hai, Jis Ki Zuban Nahi Hoti
No comments:
Post a Comment