Sunday, 20 April 2014

Urdu Best Ghazals Poetry,Ghazal Shayari,Latest Ghazals

Jamaal-E-Yaar Ko Dekhoon Kamaal-E-Yaar Se Pehle
Main Khushoo Ki Tarah Mehkoon Khayaal-E-Yaar Se Pehle

Karishmen HusAn K Sooraj Siatare Phool Zahir Hain
Magar Main Kiss Taraf Dekhoon Misaal-E-Yaar Se Pehle

Duaaon Main Meri Youn To Bahut Taseer Hai Lekin !
Khuda Se Aur Kiya Mangoon Sawaal-E-Yaar Se Pehle

Hai Aadat Door Rehne Ki Agar Wo Saamne Aaye
Main Shaam-E-Zindagi Chaahoon Wisaal-E-Yaar Se Pehle..

No comments:

Post a Comment