Tuesday 10 June 2014

Wo jo kehta tha k bichhrain ge to mar jaenge

Wo jo kehta tha k bichhrain ge to mar jaenge,
Ab ye maloom nahi hai wo kahan rehta hai.

Aik us ko meri chahat ki zrurat na rahi,
Warna mera tu talbgar jahan rehta hai.

Wo samjhta hai k main bhool gia hon us ko,
Khud se b ziyada mujhe jis ka dhyaan rehta hai.

Youn udasi mere sir par hai Musalsal
Jaise Dil pe koi zakhmon ka nishaan rehta hai.

No comments:

Post a Comment